Vinod Kumar Sharma

(Translated by Google) Kai Saare doctors ko dikhane k baad aur kaafi kharch karne bad hume Dr. Prajnanika Gurung ke baare pata chala. Inhone Laproscopy karwaya aur pahli hi cycle me hume safalta mili. Ab ise chamatkaar na kahe to kya kahe. Aaj hum mata pita bane to sirf Dr. Prajnanika ki karan hi bane. Bhagwaan inhe lambi umra pradaan kare taaki mere jaiso ko bhi inke madhyam se sapna pura hone ka awsar mile. 

Highly recommended Dr. Prajnanika Gurung.